โ ๐ŸŒท HAZRAT MEHDI KAUN HONGE 7โ“๐ŸŒท

โ ๐ŸŒท HAZRAT MEHDI KAUN HONGE 7โ“๐ŸŒท

๐Ÿ“Œ๐Ÿ“Œ๐Ÿ“ŒSaatwin Alamat:

Mehdi ke Zuhoor se pehle Darya-e-Furaat me ek sone ka pahad Zaahir hoga, jis par Qabza karne ke liye 3 Shehzade ladenge.

Poora waqia ๐Ÿ“•Saheeh Muslim aur ๐Ÿ“—Sunan Ibne Maja me manqool hai

ุนูŽู†ู’ ุฃูุจูŽูŠู‘ู ุจู’ู†ู ูƒูŽุนู’ุจูุŒ ู‚ูŽุงู„ูŽ: ุณูŽู…ูุนู’ุชู ุฑูŽุณููˆู„ูŽ ุงู„ู„ู‡ู ุตูŽู„ู‘ูŽู‰ ุงู„ู„ู‡ู ุนูŽู„ูŽูŠู’ู‡ู ูˆูŽุณูŽู„ู‘ูŽู…ูŽ ูŠูŽู‚ููˆู„ู โ€ ูŠูˆุดูƒ ุงู„ูุฑุงุช ุฃู† ูŠุญุณุฑ ุนู† ุฌุจู„ ู…ู† ุฐู‡ุจุŒ ูุฅุฐุง ุณู…ุน ุจู‡ ุงู„ู†ุงุณ ุณุงุฑูˆุง ุฅู„ูŠู‡ุŒ ููŠู‚ูˆู„ ู…ู† ุนู†ุฏู‡: ู„ุฆู† ุชุฑูƒู†ุง ุงู„ู†ุงุณ ูŠุฃุฎุฐูˆู† ู…ู†ู‡ ู„ูŠุฐู‡ุจู† ุจู‡ ูƒู„ู‡ุŒ ู‚ุงู„: ููŠู‚ุชุชู„ูˆู† ุนู„ูŠู‡ุŒ ููŠู‚ุชู„ ู…ู† ูƒู„ ู…ุงุฆุฉ ุชุณุนุฉ ูˆุชุณุนูˆู†โ€[1]

๐Ÿ“‹ Hazrat Ubai Bin Kaaโ€™b razi Allahu anhu se marwi hai ke Maine Rasoolullah ๏ทบ ko ye farmate hue suna ke Anqareeb darya-e-furaat se ek sone ka pahad Zaahir hoga, logon ko jab us ka pata chalega to wo uski taraf Daudenge aur Muqami log kahenge ke hum ne agar kuch nahi kaha to yaqeenan log saara sona le udenge (chunanche wo doosron ko rokenge) isi par aisi jung hogi ke unme 99% wahin kat marenge.

ุนูŽู†ู’ ุซูŽูˆู’ุจูŽุงู†ูŽุŒ ู‚ูŽุงู„ูŽ: ู‚ูŽุงู„ูŽ ุฑูŽุณููˆู„ู ุงู„ู„ู‘ูŽู‡ู ุตูŽู„ู‘ูŽู‰ ุงู„ู„ู‡ู ุนูŽู„ูŽูŠู’ู‡ู ูˆูŽุณูŽู„ู‘ูŽู…ูŽ: ยซูŠูŽู‚ู’ุชูŽุชูู„ู ุนูู†ู’ุฏูŽ ูƒูŽู†ู’ุฒููƒูู…ู’ ุซูŽู„ูŽุงุซูŽุฉูŒุŒ ูƒูู„ู‘ูู‡ูู…ู ุงุจู’ู†ู ุฎูŽู„ููŠููŽุฉูุŒ ุซูู…ู‘ูŽ ู„ูŽุง ูŠูŽุตููŠุฑู ุฅูู„ูŽู‰ ูˆูŽุงุญูุฏู ู…ูู†ู’ู‡ูู…ู’ุŒ ุซูู…ู‘ูŽ ุชูŽุทู’ู„ูุนู ุงู„ุฑู‘ูŽุงูŠูŽุงุชู ุงู„ุณู‘ููˆุฏู ู…ูู†ู’ ู‚ูุจูŽู„ู ุงู„ู’ู…ูŽุดู’ุฑูู‚ูุŒ ููŽูŠูŽู‚ู’ุชูู„ููˆู†ูŽูƒูู…ู’ ู‚ูŽุชู’ู„ู‹ุง ู„ูŽู…ู’ ูŠูู‚ู’ุชูŽู„ู’ู‡ู ู‚ูŽูˆู’ู…ูŒยป โ€“ ุซูู…ู‘ูŽ ุฐูŽูƒูŽุฑูŽ ุดูŽูŠู’ุฆู‹ุง ู„ูŽุง ุฃูŽุญู’ููŽุธูู‡ู ููŽู‚ูŽุงู„ูŽ โ€“ ููŽุฅูุฐูŽุง ุฑูŽุฃูŽูŠู’ุชูู…ููˆู‡ู ููŽุจูŽุงูŠูุนููˆู‡ู ูˆูŽู„ูŽูˆู’ ุญูŽุจู’ูˆู‹ุง ุนูŽู„ูŽู‰ ุงู„ุซู‘ูŽู„ู’ุฌูุŒ ููŽุฅูู†ู‘ูŽู‡ู ุฎูŽู„ููŠููŽุฉู ุงู„ู„ู‘ูŽู‡ู ุงู„ู’ู…ูŽู‡ู’ุฏููŠู‘ู โ€œ[2]
๐Ÿ“‹ Hazrat Sauban Razi Allahu anhu se riwayat hai Rasoolullah ๏ทบ ne farmaya ke tumhare Khazane par 3 Aadmi Jung karenge aur Unme se har ek kisi Hakim ka ladka hoga, lekin ye Khazane unme se kisi ko na mil sakega, phir mashriqi simt se siyah (black) jhande namoodar honge aur ye log tum se aisi khoonrez jung karenge ke isse pehle koi bhi is shiddat se na lada hoga.

Hazrat Sauban Razi Allahu anhu kehte hai ke phir Ap๏ทบ ne koi baat irshad farmayi jo mai yaad na rakh saki, phir Aakhir me kaha ke jab tum use dekho to fauran Bait karlena chahe tumhe Baraf par ghasit kar hi kyun na aana pade kyunke wo Yaqeenan Allah ke Khalifa *Mehdi* honge.

๐Ÿ’ก Aathwin aur Nawwin sadi Hijri ke Mashhoor Muhaddis Hafiz Ibne Hajar Asqlani rah. FATHUL BAARI SHARAH SAHEEH BUKHARI me likhte hain
ุฃูŽู†ู‘ูŽู‡ู ุฅูู†ู‘ูŽู…ูŽุง ูŠูŽู‚ูŽุนู ุนูู†ู’ุฏูŽ ุธูู‡ููˆุฑู ุงู„ู’ู…ูŽู‡ู’ุฏููŠู‘ู [3

๐Ÿ‘‰๐Ÿผye waqia Zuhoore-e-Mehdi ke waqt Runuma hoga yani Awwalan Khazane par 3 Arab Shehzaadon ki Jung hogi phir kuch log Mashriq se aakar is buri tarah Arbon se ladenge ke guzashta tareekh me iski misaal tak milna mushkil hogi, ye waqia Bilashubah Iraq aur Darya-e-Furaat se mutalliq hai, kisi aur Mulk ko murad lene ki yahan qatโ€™an koi gunjaish nahi

Note: Hadees me ุงู‚ุชุชุงู„ ka lafz istemal hua hai jiske Maine (meaning) hain Baham kat marna, ๐Ÿ”˜Doosri riwayat ke mutabiq is jung me 99% Shurakaa kat marenge.

๐Ÿ’ก Ab tak ki 7 alamaton se hame ye baaten maloom hui

๐Ÿ’พ Hazrat Mehdi Huzoor ๏ทบ ke Nasab se honge usme bhi Hasani honge aur Aapka naam Muhammad Bin Abdullah hoga, aur Ap ka Qad (height) darmiyani hogi, na ziada lambe aur na pasta qad, aur Naak Buland hogi aur Aap Madina Munawwara ke baashinde honge, India ke nahi. aur Hazrat Imam Mehdi ke zuhoor se pehle โ˜‘Sham aur Iraq aur Misr ki Naaka bandi, ๐Ÿ”˜Darya-e-Furaat se sone ke pahad ka Zuhoor, โšซSham par Isaiyon ki yalgaar, ๐Ÿ”ตMina me Hujjaj ki baham Khoonrezi aur ๐Ÿ”ดSufyani ka Fitna angez khurooj hoga. ๐Ÿ”˜ Khalifatul Waqt ka Inteqal hoga aur Khalifa ke Janasheeni ke liye ikhtelaf hoga.๐Ÿ”˜Darya e Furaat ke Paas Sone ke pahad ke paas Qatal o Qitaal hoga taqreeban 99% log jo wahan Sone ke liye Aayenge mar jayenge,โš  Teen Shahzade bhi Aayenge us Sone ke pahad ke liye wo bhi Jung karenge, Lekin Khazana unme se kisi ko nahi milega. โšซMashriq se Siyah Jhandon wala Lashkar ayega. Us waqt Hazrat Mehdi ka Zuhoor hoga.

๐Ÿ’ก In Dalail se 100 % ye Baat maloom hoti hai ke Hazrat Mehdi Madeene Munawwar ke baashinde (rehne wale) honge aur Makkah Mukarrama me Zahoor farmayenge, kahin aur nahi.

๐Ÿ“‹References

[1] Saheeh Muslim 4/2220

[2] Sunan Ibne Maja 4084,Musnad Bazzar 4163

[3] Fathul Baari 13/81
๐Ÿ“ฒ๐Ÿ“ฉ

๐Ÿ–Š FBS

HAZRAT MEHDI KAUN HONGE 6 ?

โ ๐ŸŒท HAZRAT MEHDI KAUN HONGE 6โƒฃโ“๐ŸŒท

6โƒฃChati Alamat:

โ–ซ Musnad Ahmad, โ–ซSunan Abu Dawood, โ–ซMustadrak Hakim ki ahadees batlati hain ke Hazrat Mehdi ke Zuhoor se pehle ek Khalifa ki Maut hogi jis ki janasheeni par Ikhtelaf shuru hoga aur phir fauran hi Hazrat Mehdi ka Zuhoor hojayega.

๐Ÿ“ Khaleefa Sharii Zaban me us Hakim ko kehte hain jo Islami Nizaam e Hukoomat ka Waali ho, Zaahir hai ye Soorat-e-Haal sirf Saudi Arab me hai aur Ulama ki Sarahat ke Mutabiq Huzoor๏ทบ ne usi ke pas-e-manzar me ye guftagu ki hai, Hadees me Mazkoor Madeena aur Makkah usi ki daleel hai, isliye Yahan Ahd-e-Aakhir ka koi Hijazi (Hijaaz ke rehne wale) farmaan rawaa murad hai.

๐Ÿ’ก Ab tak ki 6 alamaton se hame ye baaten maloom hui

๐Ÿ’พ Hazrat Mehdi Huzoor ๏ทบ ke Nasab se honge usme bhi Hasani honge aur Aapka naam Muhammad Bin Abdullah hoga, aur Ap ka Qad (height) darmiyani hogi, na ziada lambe aur na pasta qad, aur Naak Buland hogi aur Aap Madina Munawwara ke baashinde honge, India ke nahi. aur Hazrat Imam Mehdi ke zuhoor se pehle โ˜‘Sham aur Iraq aur Misr ki Naaka bandi, ๐Ÿ”˜Darya-e-Furaat se sone ke pahad ka Zuhoor, โšซSham par Isaiyon ki yalgaar, ๐Ÿ”ตMina me Hujjaj ki baham Khoonrezi aur ๐Ÿ”ดSufyani ka Fitna angez khurooj hoga. ๐Ÿ”˜ Khalifatul Waqt ka Inteqal hoga aur Khalifa ke Janasheeni ke liye ikhtelaf hoga. Phir Hazrat Mehdi ka Zuhoor hoga.

๐Ÿ’ก In Dalail se 100 % ye Baat maloom hoti hai ke Hazrat Mehdi Madeene Munawwar ke baashinde (rehne wale) honge aur Makkah Mukarrama me Zahoor farmayenge, kahin aur nahi.

๐Ÿ“ฒ๐Ÿ“ฉ

๐Ÿ–Š FBS

HAZRAT MEHDI KAUN HONGE 4

๐ŸŒท HAZRAT MEHDI KAUN HONGE 4โƒฃโ“๐ŸŒท

4โƒฃ Chauthi Alamat:

Imam Mehdi ki chauthi Nishani Watani Lihaz se unka *Madani* hona hai, Sunan Abu Dawood ki riwayat me Sarahat ke sath manqool hai k
ุฑูŽุฌูู„ูŒ ู…ูู†ู’ ุฃูŽู‡ู’ู„ู ุงู„ู’ู…ูŽุฏููŠู†ูŽุฉู[1]
wo Madeene Munawwara ke Bashinde honge.

โš  Sharii Zaban me mutlaq Madeena sirf usi shahar ko kehte hain jo Rasoolullah ๏ทบ ka Dar-ul-Hijrah hai aur Jahan Ap ๏ทบ ka Roza-e-Mubarak hai, Quran o Hadees me Iski Misalen Maujood hain, Is liye Ahd-e-Risalat se Aj tak Ulama is baat par muttafiq hain ke Yahan Sirf aur Sirf Madeene Munawwara murad hai, Doosra Shahar Hargiz nahi.

๐Ÿ’ก Ab tak ki 4 alamaton se hame ye baaten maloom hui

๐Ÿ’พ Hazrat Mehdi Huzoor ๏ทบ ke Nasab se honge usme bhi Hasani honge aur Aapka naam Muhammad Bin Abdullah hoga, aur Ap ka Qad (height) darmiyani hogi, na ziada lambe aur na pasta qad, aur Naak Buland hogi aur Aap Madina Munawwara ke baashinde honge, India ke nahi.

๐Ÿ“‹ Reference:

[1] Sunan Abu Dawood 4286

 

FBS

HAZRAT MEHDI KAUN HONGE 3 ?

๐ŸŒท HAZRAT MEHDI KAUN HONGE 3โƒฃโ“๐ŸŒท

3โƒฃ Teesri Alamat:

๐Ÿ’ก Nasal o Khandaan aur Naam aur Waldiyat ke baad Hazrat Mehdi ki teesri Nishani mutayyan Soorat aur Qad o Qaamat hai, Hadees ke Mutabiq wo Rasoolullah ๏ทบ ki tarah Farbah, Motadil-ul-Qamat aur Ek Munfarid Wajeeh Shakhsiyat honge, Jab ke Shakal o Soorat ki babat Huzoor ๏ทบ ne irshad farmaya:

ุงู„ู’ู…ูŽู‡ู’ุฏููŠู‘ู ู…ูู†ู‘ููŠุŒ ุฃูŽุฌู’ู„ูŽู‰ ุงู„ู’ุฌูŽุจู’ู‡ูŽุฉูุŒย ุฃูŽู‚ู’ู†ูŽู‰ ุงู„ู’ุฃูŽู†ู’ูู[1]

ุงู„ู’ู…ูŽู‡ู’ุฏููŠู‘ู ู…ูู†ู‘ูŽุง ุฃูŽู‡ู’ู„ูŽ ุงู„ู’ุจูŽูŠู’ุชูย ุฃูŽุดูŽู…ู‘ู ุงู„ู’ุฃูŽู†ู’ูู ุฃูŽู‚ู’ู†ูŽู‰ ุฃูŽุฌู’ู„ูŽู‰[2]

๐ŸŒน Yani Unki Naak Buland wa Satwaan, Peshani Raushan o taabnaak aur Chehra Bada Noorani hoga aur wo Husn o Jamaal ka aisa paikar honge ke be sakhta un par Nigahen tikengi aur Dil unhe Dekh kar machal uthenge.

๐Ÿ’ก Ab tak ki 3 alamaton se hame ye baaten maloom hui

๐Ÿ’พ “`Hazrat Mehdi Huzoor ๏ทบ ke Nasab se honge usme bhi Hasani honge aur Aapka naam Muhammad Bin Abdullah hoga, aur Ap ka Qad (height) darmiyani hogi, na ziada lambe aur na pasta qad, aur Naak Buland hogi.“`
[1]ย Abu Dawood 4285, Mojam Ausat 9460, Sharhus Sunnah 4280

[2]ย Mustadrak Hakim 8670

๐Ÿ“ฒ๐Ÿ“ฉ

FBS

HAZRAT MEHDI KAUN HONGE ? 2

๐ŸŒท HAZRAT MEHDI KAUN HONGE โ“ 2๐ŸŒท

2 Doosri Alamat:

๐Ÿ”— Hazrat Mehdi ke Khandaani pas-e-Manzar ki wazahat ke baad Doosri Alamat Hazrat Mehdi ka Naam aur Unki Waldiyat hai, Rasoolullah ๏ทบ ne farmaya:

ูŠูˆุงุทู‰ุกย ุงุณู’ู…ูู‡ู ุงุณู’ู…ููŠุŒ ูˆูŽุงุณู’ู…ู ุฃูŽุจููŠู‡ู ุงุณู’ู…ูŽ ุฃูŽุจููŠ[1]

Unka Naam Mere Naam ke Mutabiq aur Unki Waldiyat bhi Bilkul Meri Waldiyat ki tarah hogi,
๐Ÿ“ Yahan tak Ap ๏ทบ ne *ู…ูˆุงุทุงุฉ* ka lafz istemal kiya, jiske Maine hain Muwafiq o Mutabiq hona aur Hoo Bahoo hona yani Unka Naam Bi-Ainihi *Muhammad* aur Walid ka Naam *Abdullah* hoga aur basโ€”โ€”
๐Ÿ”˜ ye Hai Hadees ka Seedha aur Saaf Matlab jiski Ulama Chauda Sadiyon (14 Centuries) se wazahat karte chale aarahe hain.

๐Ÿ’ข Is Hadees se ye wazeh hota hai ke Hazrat Mehdi ka naam Muhammad Bin Abdullahย hoga.

๐Ÿ’ก Ab tak ki 2 Alamaton se hame ye baat Maloom hui ke
๐Ÿ’พ ย Hazrat Mehdi Huzoor ๏ทบ ke Nasab se honge usme bhi Hasani honge aur Aapka naam Muhammad Bin Abdullah hoga.
๐Ÿ“‹ References:
[1]ย Saheeh Ibne Hibban 6824,Ausat 1233,Mojam Kabeer 10213,Mustadrak 4/488,Al Aeteqaad Lilbaihaqi 215.

๐Ÿ“ฒ๐Ÿ“ฉ

Continue reading “HAZRAT MEHDI KAUN HONGE ? 2”